Saturday, February 28, 2009

1 OF MY FREND HAD WRITTEN THIS...INSPIRATIONAL.....AWSOME

ud chale pakshi, man karta hai...
ab main bhee ud jaaon, ek naye aasman ki or...

wo asman, jo uucha hai...
par nirmal hai, nischal hai...
sada naveen hai...

kaise paaon, kaise choo ke aaon...
kaise apnaon, kaise use apna banaon...

man ke kone se ek awaaz aati hai...
mana ki door hai, mana ki kathin hai...

par tujhe...
badhte jaana hai, badhte jana hai, badhte hee jana hai...
aur paana hai us lakshya ko, jo hai sabse ooncha, sabse nishchal, aur nit naveen, nit nutan.

shubhkaamnaayen!!!


WRITTEN BY D :)

SHUBHKAMNYEN TO ME................HEHHHEEEEEE

-- 
सागर में एक लहर उठी तेरे नाम की, 

तुझे मुबारक खुशियाँ हर संसार की, 

तुझको हैं अनंत में जाकर मिल जाना, 

तू है सुन्दर फुल इस संसार की

VIJAYJI U R GUD POET,WRITTEN BY MY COMMUNITY FREND JINSE LADAI JADA HOTI THI HEHHHEEEEEEEEE..

उसको ना देखा तो उसका ख्याल क्यूँ हो|
सोंचू ना अगर दिल में तो कोई सवाल क्यूँ हो|

देख कर उसको आये ना आये कारार दिल को| 
अजनबी है जो फिर उसे देखने का ख्याल क्यूँ हो| ..............

Kahin zameen toh kahin aasmaan nahi milta

Kabhi kisi ko Mukammal jahan nahi milta
Kahin zameen toh kahin aasmaan nahi milta

Jisay bhi dekhiye wo apne aap mein gumm hai
Zubaan mili hai magar hum-zubaan nahi milta
Zubaan mili hai magar hum-zubaan nahi milta
Kabhi kisi ko Mukammal jahan nahi milta

Bhuja saka hai bhala kaun, waqt ke sholay
Ye aisi aag hai jismay, dhuaan nahi milta
Ye aisi aag hai jismay, dhuaan nahi milta
Kabhi kisi ko Mukammal jahan nahi milta

Tere jahaan mein aisa nahi ke pyar na ho
Jahan umeed ho iski, wahan nahi milta

Kabhi kisi ko Mukammal jahan nahi milta
Kahin zameen toh kahin aasmaan nahi milta
Kabhi kisi ko Mukammal jahan nahi milta

Tuesday, February 24, 2009


ek kiran kuch dhundhli si aur ulzhi si sawalo me.
ek disha kuch bhul gayi ulazh kar khayalo me. 
jab nikli thi ghar se to yad tha sab aur jaise ujla ujla tha...
kuch ruke, soche, aur puche kyu ho gaya sab dhundhla sa..

kyu bhatke aise idhar udhar...

mai bolu aakar pas mere, dhire se mujhse puuchna mere kano me...
us swal ke jwab me aik swal jo batau mai... bujhe to sulzhe jindgi... nayi roshni dikhau mai...

aur swal samazh na aya to bas khud se puchna...
ki do chehre kyu ho ik chehre pe.. kis se kya chupau mai. mai bij hu aik gyan ka ab chera kya dikhau mai..

........mai bij hu aik gyan ka ab chera kya dikhau mai..
-- 
kanwars

jab bate sari sachhi hai... fir kyu jaise paheli hai...
itne sare dost hai, aur tu fir bhi akeli hai...

itne sare khwab tere ki bikhre bikhre jate hai...
samet ke sabko kahti hai ki choti choti hathli hai...

jane kyu aisa hota hai, aur vaisa kyu hota hai...
kyu ye sab soche jati ho...kabhi is dal kbhi uss dal pe kisko khoje jate ho..??
thanku for the lovely kavita vijay
vaise petry hume pasand hai.
take care


dhudoge jo mitti me to mitti ko hi paoge, jis din usko dhudoge khudme hi kho jaoge..

Khuch toh baat hai usmein


Khuch toh baat hai usmein


Hum kahan aise kissi ke Kayaal hue hai …

Bachon sa dil rakhti hai,
Badoh si woh batein karti hai,

Jaan Kar sub khuch wo,
Anjanoo si batein karti hai

Dil ke batein zubaan pe Lana manzooor nahi usko
Ankhon se hi sub khuch Kaha Karti hai

Apni hi duniya mein rehna pasand hai usko
Per doosro ki Zindagi bun Jaya karti hai

Apnanah use manzoor nahin lekin
Apno se vo batein karti hai .........

Armaan toh hai uske lakhon
Per Apno ke liye, bus jiya karti hai..

Jub kubhi ho vo kismet se pareshan
Sangeeet ke Bhavar mein Khud ko dubaya karti hai.

Khuch toh baat hai usmein

                          
Hum kahan aise kissi ke Kayaal hue hai …kanwars

Thursday, February 5, 2009

congratulations and celebrations[:)]

shubhkamnayen isha and sndeep ji aapdono ko hamri aur se.............

jeevan me har khushi mile jo cahhen aaplog........[:)]


and 1 thng pl.usdin dear  jada sharmayio mat hhheeeeeeee,we will be there hehheeeeeeeeeeee